Sir Ka Dard Laxan :-
Sir bhari bhari ho jana or ser me dard mahsus hona. gardan ki maspesiyo me tanaw hona.1.jo vakti mansik work jayda karte hai vo saaym ko 5-6badamki giri pani me bhe de or subh onhechabachaba kar kha le or orper se garam dudh pi le. is se ser ki maspesiya majbut hoti hai.2.Jukhm se honewaleser ke dard me gram pani kare us me namk milakar us me kuchh der per rakhne se aaram milta hai.3.dena dudh ki or nimbu wali chaye pine se ser ke dard me forn aaram hota hai.4.kache chne ka ras nikal kar pine se najla or ser ka dard thick hohata hai.
Chakar aana Laxan:-
jab chakar aate hai aaspaska vatvarn gumta dhikhi detahai,ji michlta hai,ultiyo ki bhi sambhwna hoti hai.Upchar :-1.grmiyo me chakar aane par awle ka murbha le skte hai.2.ji mechlane par le jaye.3.kali mirch bhunkar desi ghi misri milakar khne se labh hota hai.
Aadaha Ser Ka DardLaxan :-
ser ke ek bhag me hota hai.is ka samband aankho ki kamjori se hota hai ,mital or ultiyo se hai.1.jis tarf dard hai us naak se garam kiya ho sarso ka tel thanda kiya hua tel sungne se ser ka dard thick ho jata hai.2.Raat me sote smye me pero ke talwo me malis karne se achank hone waly ser ke dard thick ho jata hai.3.ghi or keser ko ek sath sungne se aadhe ser ka dard thick ho jata hai.4.gaye ka ghi din me 2-3 dar sungne se aadhe ser ka dard thick ho jata hai.
No comments:
Post a Comment