Showing posts with label Very funny santa banta joke hindi. Show all posts
Showing posts with label Very funny santa banta joke hindi. Show all posts

Sunday, 22 May 2016

Very funny santa banta joke hindi

Ntomy hindi joke

Zoo Mein Ek Sher Ne Santa Ko Maar-Maar Ke Zakhmi Kar Diya.Logon Ne Hairan Hokar Sher Se Puchha: Arey Tum Toh Bade Seedhe-Sadhe Shareef The, Santa Ko Maar Maar Ke Kyu Zakhmi Kar Diya?Sher Gusse Se Bola: Arey Saale Ne Dimag Kharab Kar Rakha Tha, Kitni Der Se Bole JaaRaha Tha, Itni Badi Billi, Itni Badi Billi...

Girl-Friend Apne Boy-Friend Pappu Se: Maine Aaj Cheating Ki Hai.Pappu Pehle Toh Thoda Sa Hairaan Hua Phir Chillate Hue Bola: Tho Main Kaunsa Tujhse Pyar Karta Hoon, Mein Bhi Toh 2 Saal Se Cheat Hi Toh Kar Raha Hoon.Ladki Rone Lag Gayi, Aur Boli: Par Main To Exams Ki Baat Kar Rahi Thi.Pappu: Ooohhhhhh Shitt.... Pehle Batana Tha Na.

Santa Petrol-Pump Par Scooter Leke Gaya Aur Bola: Bhai 10 Rupaye Ka Petrol Daal Do.Salesman Ne Suna Aur Majak Udate Hue Puchha: Bhai, Itna Sara Petrol Dalva Ke Kya Karoge? Kahin Jana Hai Kya?Santa: O Jana Kahan Hai Yaar, Hum Toh Aise Hi Paise Udate Hain.

10th Karne Ke Baad Santa NE Pappu Se Pucha: Beta, Bade Hokar Kya Karoge?Pappu Khushi Se Boli: Baap Banunga, Padhai Karunga, Shaadi Karunga.Santa Ne Ghabrate Hue Kaha: Beta Tu Kuch Bhi Kar, Teri Zindagi Hai... Lekin Ek Request Hai.Pappu: Ji Papa, Bolo.Santa: Yaar Thoda Sequence Ka Dhyan Rakhna...

Santa Ladki Waalon Ke Ghar Rishta Pappu Ka Rishta Leke Pahuncha.Ladki Ke Parents: Hamari Beti Toh Abhi Pad Rahi Hai.Santa: Koi Baat Nahin ji... Hum 2-3 Ghante Baad Aa Jayenge.

Ladka ladki funny joke

लड़का (लड़की से) : तुम्हारी शर्ट फटी हुई है… लड़की : तुम नहीं समझोगे… ये आजकल का फैशन है… लड़का : क्या यार ! साला तुम फाड़ो तो फैशन और हम...