Showing posts with label Patni ho to aisi. Show all posts
Showing posts with label Patni ho to aisi. Show all posts

Monday, 20 June 2016

Doctor's Advice joke

Ek Aadmi Bahut Jyada Beemar Ho Gaya Tha, Aur Theek Hi Nahi Ho Paa Raha Tha.Uski Patni Usko Shahar Ke Ek Bahut Bade Doctor Ke Paas Le Gayi.
Doctor Ne Achchi Tarah Se Checkup Kiya Aur Patni Ko Samjhate Hue Bola
: Inko Achcha Aur Healthy Breakfast Do, Hamesha Inke Sath Dheere Aur Pyaar Se Bolo, Apni Koi Bhi Problem Inko Mat Batao, Ghar Mein Koi Bhi TV Serials Na Dekho, Shopping, Naye Kapde Aur Jewellery Ki Koi Bhi Demand Bilkul Bhi Na Karein, Aisa Agar Ek Saal Tak Karo Toh Ye Bikul Perfect Ho Jayenge.Ghar Aate Hue Raaste Mein Pati Ne
Patni Se Puchha: Kya Kaha Doctor Ne?Patni Dukhi Man Se Boli: Aapke Bachne Ki Koi Umeed Nahi Hai.

Monday, 23 May 2016

Funny hindi jokes 2016

हर सफल आदमी के पिछे एक औरत होती है! और एक से ज़्यादा औरते हुई तो उस सफल आदमी की कहानी सावधान इंडिया मे दिखाते है!

कुछ लड़कियों की इतनी फ़ैन्सी हैंडराइटिंग होतीहै की जब एग्ज़ाम में चीटिंग करो तो समझ नही आता की Answer लिखा है या एमब्राय्डरी की है.

टीचर : बहुत तेज़ हवओ के साथ बारिश हो रही है…!! इसका भविष्या काल बताओ??? पप्पू : अब लाइट जाएगी…!!

अटल सत्या: पढ़ाई और Gym हमेशा कल से शुरू होतेहै! और सिगरेट और दारू..कल से बंद…!!

क्या आप को पता है : जब किसी के पाप का घड़ा भर जाता है तब क्या होता है. तब तब उसकी शादी हो जाती है..

सभी मर्द बहादुर होते है कोई horror movie उन्हे डरा नही पाती.. लेकिन wife की 11 Missedcalls पूरी तरह से डरा देती है..

बॉय टू हिज़ गर्ल: प्लीज़ मेरी सारी फ़ोटोज रिटर्न कर दो मुझे नयी गर्लफ्रेंड मिल गई है..

Sunday, 22 May 2016

Very funny santa banta joke hindi

Ntomy hindi joke

Zoo Mein Ek Sher Ne Santa Ko Maar-Maar Ke Zakhmi Kar Diya.Logon Ne Hairan Hokar Sher Se Puchha: Arey Tum Toh Bade Seedhe-Sadhe Shareef The, Santa Ko Maar Maar Ke Kyu Zakhmi Kar Diya?Sher Gusse Se Bola: Arey Saale Ne Dimag Kharab Kar Rakha Tha, Kitni Der Se Bole JaaRaha Tha, Itni Badi Billi, Itni Badi Billi...

Girl-Friend Apne Boy-Friend Pappu Se: Maine Aaj Cheating Ki Hai.Pappu Pehle Toh Thoda Sa Hairaan Hua Phir Chillate Hue Bola: Tho Main Kaunsa Tujhse Pyar Karta Hoon, Mein Bhi Toh 2 Saal Se Cheat Hi Toh Kar Raha Hoon.Ladki Rone Lag Gayi, Aur Boli: Par Main To Exams Ki Baat Kar Rahi Thi.Pappu: Ooohhhhhh Shitt.... Pehle Batana Tha Na.

Santa Petrol-Pump Par Scooter Leke Gaya Aur Bola: Bhai 10 Rupaye Ka Petrol Daal Do.Salesman Ne Suna Aur Majak Udate Hue Puchha: Bhai, Itna Sara Petrol Dalva Ke Kya Karoge? Kahin Jana Hai Kya?Santa: O Jana Kahan Hai Yaar, Hum Toh Aise Hi Paise Udate Hain.

10th Karne Ke Baad Santa NE Pappu Se Pucha: Beta, Bade Hokar Kya Karoge?Pappu Khushi Se Boli: Baap Banunga, Padhai Karunga, Shaadi Karunga.Santa Ne Ghabrate Hue Kaha: Beta Tu Kuch Bhi Kar, Teri Zindagi Hai... Lekin Ek Request Hai.Pappu: Ji Papa, Bolo.Santa: Yaar Thoda Sequence Ka Dhyan Rakhna...

Santa Ladki Waalon Ke Ghar Rishta Pappu Ka Rishta Leke Pahuncha.Ladki Ke Parents: Hamari Beti Toh Abhi Pad Rahi Hai.Santa: Koi Baat Nahin ji... Hum 2-3 Ghante Baad Aa Jayenge.

Monday, 16 May 2016

Patni ho to aisi hindi joke

Ntomy hindi funny joke
Patni ho to aisi

पत्नी:खाने में क्या बनाऊँ?

पति: कुछ भी बना लो क्या बनाओगी?

पत्नी: जो आप कहो।

पति: दाल चावल बना लो।

पत्नी: सुबह ही तो खाए थे।

पति: तो रोटी सब्जी बना लो।

पत्नी: बच्चे नहीं खायेंगे।

पति: तो छोले पूरी बना लो।

पत्नी: मुझे तली हुई चीजों से परहेज़ है।

पति: तो अंडा भुर्जी बना लो।

पत्नी: आज बृहस्पतिवार है।

पति: पराठे?

पत्नी: रात को पराठे नहीं खाने चाहिए।

पति: कढी-चावल?

पत्नी: दही नहीं है।

पति: इडली सांभर?

पत्नी: समय लगेगा न, पहले बोलना था।

पति: होटल से मंगवा लेते हैं।

पत्नी: रोज़ रोज़ बाहर का खान ठीक नहीं है।

पति: अच्छा मैग्गी बना लो।

पत्नी: पेट नहीं भरेगा।

पति: तो फिर क्या बनाओगी?

पत्नी: जो आप कहो।

1 2  3  4  5  6  7  8  9  10  11  12  13  14  15  16  17  18  19  20  21  22  23  24  25  26  27  28  29  30  31  32  33  34  35  36  37  38  39  40  41  42  43  44  45  46  Next
Page(1/46)

Ladka ladki funny joke

लड़का (लड़की से) : तुम्हारी शर्ट फटी हुई है… लड़की : तुम नहीं समझोगे… ये आजकल का फैशन है… लड़का : क्या यार ! साला तुम फाड़ो तो फैशन और हम...